Socialize

Latest Answer Key

farhaan khan

Famous sad shayari in urdu hindi

 Famous sad shayari in urdu hindi

Khudi Ko Kar Bulan ItnA Key Har Taqdeer Sey Pehly...


Khuda Banday Sey Khud Poochy Bata Teri Raza Kia Hey...

Koi Bhi Madah'a Magar Uss Key Hasb-e-Haal NahinWo Aik Shakhs Key Jis Ki Koi Misaal Nahin

Key Jis Key Daikhay Sey Aankhen Haseen Ho JayenJahan Me Aysa Koi Aur Khush Jamaal Nahin

Nabi(PBUH) Key Jood-o-Sakhawat Ki Waris-o-HaqdarHey Saari Khalq-e-Khuda, Sirf Unn Ki Aaal Nahin

Har Ik Kamaal Sey Aagay Hey Har Kamaal TeraTery Khayaal Sey Behtar Koi Khayaal Nahin

Nigaah Aysi Key Roohon Me Roshni Bhar DeyKey Jis Key Baad Bhatakney Ka Ahtamaal Nahin

Zindagi Haqiqat Me Bus Ussi Ne Paai Hay...



Mustafa Key Qadmun Me Jis Ko Moat Aai Hey...

Jab Meri Pohanch Me Koi Soada Hi Nahin Hay...


Phir Kis Liye Lagta Hey Ye Maila Mery Aagay...!

Teri Jabeen Pe Likha Tha K Tu Bhula Day Gaa...

Soo Me Bhi Bhaanp Giya Tha K Tu Bhula Day Ga...


Har Aik Shakhs Sey Larta Raha Me Tery Liye...

Har Ik Ne Mujh Sey Kaha Tha K Tu Bhula Dy Ga...

Hum Unn Key Liye Ehhmm??

Waaah Re Dil, Tera Wehhmm!!

Hai Saari Hamd Tery Liye Rab-e-Do Jahan

Hai Muntazir Ishaary Ka Tery Ye Aasman


Ham Tery Dar Se Maang Rahy Hen Qubool Kar

Insaaniyat Ko Bakhsh Day Ab Mustaqil Amaan

Tu Jis Ko Chaahy Raah Dikha Day Nijaat Ki

Miltay hen Aagahi Ky Ishaary Juda Juda


Khaliq Hy Tu Azeem Musawwir Hy Teri Zaat

Har Aik Shay Ka Roop Nikhary Juda Juda

Suno Hamdam

Boht See Digriyan Lay Kar!

Ikatha Kar K Itna Ilm...

Daaman Me...

Hunar Par Dastras Paa Kar!

Nisaab-e-Chahate-eDil Key...

Chalakty Lafz Aankhon Sey!

Agar Parhnay Sey Qaasir Ho...

Tou Unn Parh Hou.................

Khaliq-e-Do Jahan, Malik-e-Do Jahan

Zarry Zarry Me Tuhi hy Jalwa Numan

Khaliq-e-Do Jahan, Malik-e-Do Jahan

Qudratain Teri Har Su Hain Pheli Hui

Teri Makhlooq Hain Ye Zameen Aasman

Koohsaar-o-Daman Dasht-o-Bayaban

Thandy Dilkash Ye Chashmy Hen Rawan Dawan

Khaliq-e-Do Jahan, Malik-e-Do Jahan


farhaan khan

About farhaan khan -

Author Description here.. Nulla sagittis convallis. Curabitur consequat. Quisque metus enim, venenatis fermentum, mollis in, porta et, nibh. Duis vulputate elit in elit. Mauris dictum libero id justo.

Subscribe to this Blog via Email :