Socialize

Latest Answer Key

Showing posts with label Aansoo Shayari. Show all posts
Showing posts with label Aansoo Shayari. Show all posts
farhaan khan

Arzoo Ya Hay K Izhar

Arzoo Ya Hay K Izhar-e- Muhabbat Ker Lon
Alfaz Chunti Hoon To Lahmhaat Badal Jatay Hain
Read More
farhaan khan

Intizar Os Ka May

Intizar Os Ka May Un Karti Ho
Jesy Bethi Ho Dulhan Sham Ke Bad
Read More
farhaan khan

Esi Ujrdi Hy Meri Rooh

Esi Ujrdi Hy Meri Rooh Ki Galyan Ab Ke
Regzarey Teri Amad Ke Nishan Dhondti Hay
Read More
farhaan khan

Aj Phr Sham Judai Sa

Aj Phr Sham Judai Sa Hy Manzar Samny
Aj Phir Os Sy Kaho Ay, Masehay Kary
Read More
farhaan khan

Ashaq Bhar Ay Hy

Ashaq Bhar Ay Hy Kuin Ehsaan En Ko Dekh Ly
Ye Zuban Ke Farz Ankho Sy Ada Kuin Ho Gy
Read More
farhaan khan

Hum Teri Aarzoo Main

Hum Teri Aarzoo Main Jeetey Hain
Ye Nahi Hai Tu Zindagi Nahi.
Read More
farhaan khan

Ajab tali hai jo ik hath se

Ajab tali hai jo ik hath se bajati hai barson se,
K me jaon to jaon wo kabhi aa kar nahin milta.
Read More
farhaan khan

Poocha Tha Haal Us Ne

Poocha Tha Haal Us Ne Bari Muddaton K Baad,
Kuch Gir Par Gaya Hai Aankh Main, Ye Keh K Ro Pare...
Read More
farhaan khan

Hum To Samajhte The

Hum To Samajhte The Honge Do Chaar Aansu
Rone Baithe To Samandar K Samandar Nikle...
Read More
farhaan khan

Aansu Baha Baha K

Aansu Baha Baha K Bhi Hote Nahi Kam,
Kitni Ameer Hoti Hain Ankhain Ghareeb Ki...
Read More
farhaan khan

Wo Ashq Bn K Meri

Wo Ashq Bn K Meri Chashm-e-Tarr Main Rehta Hai,
Ajeeb Shakhs Hai, Paani K Ghar Main Rehta Hai...
Read More
farhaan khan

Na Janay Kese Dukh

Na Janay Kese Dukh Ka Paish Khema Kal Sabit Hua,
Tera Hansta Hua Chehra, Meri Rooti Hui Aankehin....
Read More
farhaan khan

Baithe The Aankh Ponch

Baithe The Aankh Ponch K Daaman Nichor K,
Ab Kya Karen K Phir Se Koi Yaad Aa Gaya..
Read More
farhaan khan

Jin K Yaar Bichare Hon

Jin K Yaar Bichare Hon Un Ka Sukoon Se Kya Ta'aluq,
Un Ki Ankhon Me Neend Nahi Sirf Aansu Aya Karte Hain...
Read More
farhaan khan

Kabhi Aansoo, Kabhi

Kabhi Aansoo, Kabhi Sajde, Kabhi Haathon Ka Uth Jana,
Muhabbatain Na-Kaam Ho Jayen To RABB Bohat Yaad Aata Hai...
Read More
farhaan khan

Kal Raat Barasti Rahi

Kal Raat Barasti Rahi Sawan Ki Ghata Bhi, 
Aur Hum Bhi Teri Yaad Mein Dil Khool Ke Roye…
Read More
farhaan khan

Ab Hamein Us Ke Bina Jeeny

Ab Hamein Us Ke Bina Jeeny Ki Aadat Ho Gai,
Jo Na Hona Tha Kabhi Wo Rafta Rafta Ho Gaya
Mojazan Tha Dard Ka Seeny Me Ek Darya ‘Shakeel’
Jab Simat Kar Aankh Me Aaya To Qatra Ho Gaya….
Read More
farhaan khan

Tasawwar Me Zaroor

Tasawwar Me Zaroor Aao, 
Mager Tairna To Seekho, 
Tum Aksar Doob Jate Ho, 
Mere Ashkon Ke Pani Me….
Read More
farhaan khan

Parhne Walon Ka

Parhne Walon Ka Qehat Hai Warna, 
Girte Aansu Kitab Hote Hain….
Read More
farhaan khan

Rote Hain Tanha

Rote Hain Tanha Dekh Kar Mujhe Wo Raste, 
Jin Par Tere Baghair Hum Guzre Kabhi Na The…
Read More