Socialize

Latest Answer Key

Showing posts with label Afsoos Shayari. Show all posts
Showing posts with label Afsoos Shayari. Show all posts
farhaan khan

Mana Ke Iss Zamin Ko

Mana Ke Iss Zamin Ko Gulzar Na Kar Sake,
Kuchh Khaar Kam To Kar Gaye Gujre Jidhar Se Hum.
Read More
farhaan khan

Wo Kon Tha Jo Mujhy

Wo Kon Tha Jo Mujhy Aisy Mila K Koi Gham Na Raha ,
Jo Dour Reh Kr B Mujsy Dour Na Raha,
Jany Kab Sy Hamy Uski Talash Thi.
Jb Btana Chaha Usy Tou Koi Lafz Na Raha,
Usy Dakhny Ki Chah Me Nighahen Tarsi Hy Meri
Or Jb Nigha Mili Tou Waqt Hi Na Raha ,
Lamha Lamha Uski Yado Me Hi Guzar Jata Hy.
Sagar…..
Wo Tabir Tou Hy Meri Lekin Ab Koi Khuwab Na Raha..!
Read More
farhaan khan

Isi Dhun Main Guzaarey

Isi Dhun Main Guzaarey Ja Raha Hoon Zindagi Apni,
Kabhi Yeh Zindagi Ke Marhley Asaan To Hon Ge..
Read More
farhaan khan

Kuch To De Bheek

Kuch To De Bheek Us Ko Aye Zaalim,
Ban Ke Jo Saayel Tere Ghar Aaya..
Read More
farhaan khan

Ghar Se Nikal Kharrey

Ghar Se Nikal Kharrey Huye Phir Puchna Hi Kya,
Manzil Kahan Se Paas Parre Gi Kahan Se Door..
Read More
farhaan khan

Na Karo Takraar

Na Karo Takraar, Mujhay Tumhara Hi Khayaal Hai,
Phir Baat Se Baat Niklay Gi, Aur Tum Rooth Jaoge..
Read More
farhaan khan

Jab Taqaaza Neend

Jab Taqaaza Neend Ka Ho Aur Tanhaai Na Ho,
Uff Woh Kefiyat Ke Ho Bhi Aur Angrrayi Na Ho..
Read More
farhaan khan

Mujhe Yeh Dar Hai

Mujhe Yeh Dar Hai Teri Aarzuu Na Mitt Jaye,
Bohat Dinon Se Tabiyat Meri Udaas Nahin..
Read More
farhaan khan

Shair Logon Ke Bohat

Shair Logon Ke Bohat Yaad Hain Auron Ke Liye,
Tu Milay To Main Tujhe Shair Sunaaon Apne..
Read More
farhaan khan

Sab Khasaaro’n Ko

Sab Khasaaro’n Ko Jama Kar Kay Ye Haasil Niklaa,
Dil-e-nadaa’n Ki Koi Baat Na Maani Jaaye……!!
Read More
farhaan khan

Wo Ek Mouka To

Wo Ek Mouka To Mujhko Dei Baat Karne Ka Yaaron,

To Unhe Bhi Rula Dunga, Unhi Ke Sitam Suna Suna Kar..

Read More
farhaan khan

Uski Nighah e naaz

Uski Nighah e naaz Mein Hum Bhi Hain Mautbar!
Aey Dil” Ye Sab Kaheen Teri Khush Fahmiyaan Na Hon…
Read More
farhaan khan

Hazaroon Daastanein

Hazaroon Daastanein Hain, Heer, Laila, Sheerin Ki,
Tum Apne Sath Mujh Ko Bhi Ek Esi Daastan Kr Do….!!!
Read More
farhaan khan

Teri Arzoo Main Humne

Teri Arzoo Main Humne Baharon Ko Dekha,

Teri Justaju Main Humne Sitaron Ko Dekha,

Nahi Mila Tum Se Badhkar In Nigahon Ko Koi,

Humne Jiske Liye Hazaron Ko Dekha..

Read More
farhaan khan

Main Tu Bik Jaon Teray

Main Tu Bik Jaon Teray Naam Pe Mout Ki Tarha Wasi,
Tou Kabi Kharidar Tu Ban Ke Aa Zindagi Ke Bazar Main!
Read More
farhaan khan

Raat Meri Aankh Main

Raat Meri Aankh Main Aik Sailaab Tha,
Tera Chehra Dakhina Sa Bhi Tabiyat Bhar Gai.
Read More
farhaan khan

Toota Ho Ek Bar Magar

Toota Ho Ek Bar Magar Faisla Ye Hy
Os Intiha Pay Bar Digar Jana Hy Muje
Read More
farhaan khan

Theharny Bhi Nai Deta Hy

Theharny Bhi Nai Deta Hy Apny Dil Mai Muje
Mohabten Bhi Meri Dil Badar Nai Karta
Read More
farhaan khan

Toot Jain Ke Pighal Jain

Toot Jain Ke Pighal Jain Mery Kachy Ghardy
Tuje Ko Mai Dekhon Ke Ye Aag Ka Darya Dekho
Read More
farhaan khan

Tu Samajhta Hy Juda Khud

Tu Samajhta Hy Juda Khud Ko Agar Mujh Sy Milna Tu Phir
Sainkrdon Sy Zarab Dy Kar Ginye Mery Raat Din
Read More