Hum Rooth Jayenge To Manaane Ka Wada Kiya Tha
Hum Door Jayenge To Bulaane Ka Wada Kiya Tha
Aaj Palkon Pe Aansu Bhar Diye Jisne
Zindagi Bhar Hasaane Ka Wada Kiya Tha
Jab Se Bichhda Hai Sanam Hamara,
Dil Nahin Karta Ab Jine Ko,
Saath Lekar Chala Gaya Khusiyan,
Bas De Gaya Hamein Aansu Pine Ko